Septoplasty surgary
Hello doston mere ko naak ki problem jyada thi isliye main dr Vineet Ji Jain ke pass aaya tha aur mujhe aisi problem thi ki meri naak ki haddi itni badi hui thi ki main kya bataun ki main sans Lene mein taklif thi mujhe aur meri 0 din mujhe jukam banaa rahata tha lekin ne meri surgery septoplasty srgary acche se ki main kya bataun Aaj mujhe sans Lene mein bahut achcha sa mahsus kar raha hun bahut acchi si mujhe feeling isliye main doctor sahab ka बहुत-बहुत dhanyvad karunga ki ne mujhe nai jindagi Di hai








